Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2011

Appetite for self construction ...

"You should be scared, be very very scared ".... How often in our lives do we get this feeling of accomplishment or a raging hunger for passion that makes you believe that the World should be scared of your plans. Remember that  smile on your face when you knew you were upto something ? ! In the competing times that we live in, we often become slaves to our companies, even to ourselves. Going through the same routine at work without realising what lies ahead in store for us. Days and months go by and the time you realise you need a extra spark to your credentials, you are already looking at a huge backlog! Ever wondered what went wrong ? At what point in time did you loose the appetite to learn something new, to innovate and to do something not just for getting that fat pay cheque at the end of the month, but having a sense of satisfaction within you.  I believe we should always take time off and try to build that raging hunger within ourselves. A hunger that will not onl

My feelings against a corrupt system ...

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai Aye watan, Karta nahin kyun doosraa kuch baat-cheet Dekhta hun main jise woh chup teri mehfil mein hai Aye shaheed-e-mulk-o-millat main tere oopar nisaar Ab teri himmat ka charcha gair ki mehfil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Waqt aanay dey bata denge tujhe aye aasman Hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai Kheench kar layee hai sab ko qatl hone ki ummeed Aashiqon ka aaj jumghat koocha-e-qaatil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar Khoon se khelenge holi agar vatan muskhil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mei